TY - BOOK AU - Ṭāriq, Muftī Muḥammad TI - Islāmī ʿIbādāt: Muʾallif Muftī Muḥammad Ṭāriq U1 - 297.211 PY - 2003///] CY - Islāmābād PB - Maktabāh Shaykh al-Hind KW - God (Islam) KW - Worship and love KW - Faith (Islam) N1 - DC010725; Religion N2 - "Islāmī ʿIbādāt" Islām ke bunyādī rukn hain jo banday ko Allāh Taʿālā ke qurb aur riżā kī taraf rāhnumā karte hain. In mein namāz, rōzah, zakāt, ḥajj, aur dīgar nawāfil aur sunnat aʿmāl shāmil hain jo sirf zaāhirī amal nahi, balkih roohānī tarbiyat ka zariya bhi hain. Har ʿibādat ek mukammal nizaam-e-hayāt ko paish kartī hai jo insān ke akhlāq, muʿāshrat, aur maʿāshī zindagī ko paak aur muntazim banātī hai. "Islāmī ʿIbādāt" kā mafhūm sirf farāʾiż tak mehdūd nahi, balkih har woh amal jo Allāh kī riżā ke liye kiya jāe, wo bhi ʿibādat ke dāʾire mein āta hai. Yeh mazmūn Islāmī ʿibādāt ke falsafe, maqāsid aur un ke asrāt par roshnī dalta hai ER -